Na hoga koi kanjus tum sa zamane mein

Na hoga koi kanjus tum sa zamane mein, ek umar guzar gayi tumko samjhane mein kabhi ek sms hi kar de oh zalim-e-kanjus, kyu laga rehta hai ek rupee bachane mein