Showing posts with label Angry sms. Show all posts
Showing posts with label Angry sms. Show all posts

Pyar ankon se jataya to bura man gae

Pyar ankon se jataya to bura man gaeHale dil humne sunaya to bura man gaeWo to har roz rulaate the humenHum ne ek roz rulaya to bura man gae.

Kal ko milne ki aas rehne do,

Kal ko milne ki aas rehne do,Zindagi ki baqi pyas rhne do,Apni khushiyan smait lo janaMujh ko u hi udas rhne do.

Aj rotha howa 1 shaks both yad aya

Aj rotha howa 1 shaks both yad ayaAcha guzra howa kuch waqt bohut yaad ayaJo mery dard ko seenay mein chupa leta thaAj jab dard hua to bohut yad aya.

Wada kero per nibhana sikho

Wada kero per nibhana sikhoChahat dil mein rakho per jitna sikhoU hi kisi ko intizar na karvaoKoi ager pyar se SMS kare to jawab dena sikho.

zulf rukh say hatta k bat karo

zulf rukh say hatta k bat karo raat ko din bana k bat karoashianay k charagh madhum hain tum zaraaankhain uttha k baat karo koi taza farebdanain ko tum zara muskara k baat karoyeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo.

Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,

Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.

khuda ne jab tumhe banaya hoga confusion

khuda ne jab tumhe banaya hoga confusion ka moment ayya hoga ,kabhi monkey to kabhi donkey banaa chaha hoga , end main dono ka mixture pasand ayya ho ga.

Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna

Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna“Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain”...bus apni NAAK SAAF rakhna.